HERE ADVERTISING

HERE ADVERTISING

Monday, September 25, 2017

Laptop ya Computer par windows 7 kaise dale - Windows 7 Installation




Windows 7 apne laptop aur computer par install kaise kare. Or Windows 7 Operating system ko hum apne laptop ya computer me kaise dale. Iski puri Jankari aap ko Hindi Me bata Rahe hai. sabse pahle Aap Windows 7 ke bare me janiye.






Windows 7 - Windows 7 ek operating system hai jise microsoft ne banaya tha. Ye ek Sabse majboot Professional, Aur behatarin Navigation wala Windows Operationg system ka Ek version hai. Is se aap apne kisi bhi kaam ko asani se nipta sakte hai. Windows 7 32bit aur 64bit in do version me uplabdh hai. Waise 64 bit wala version barhiya hota hai. Lekin Ise aap apne system ke anooroop hi install kar sakte hai. Windows 7 professional aur altimate dono me availble hai.


Windows 7 apne computer par install kaise kare puri step

Yaha par image ke dwara puri process shortcut me bata de raha hu. Agar aap step by step janna chahte hai to aap niche diye gaye iponts ko parhe.




1. Sabse pahle aap Windows 7 ki dvd lijiye. Ya DVD nahi hai to aap Apne windows 7 ki Bootable pendrive lijiye.
2. Ab Aap DVD ya Pendrive ko Computer restart ke pahle Insert kare. Phir Aap Computer Start kare.
3. Ab F2 ya F11 Or Esc key press kijiye.
4. Ab Aapka Windows apne aap load hona Shuru ho jayega. Isme aapko Samay lagega. Isiliye aap Wait kare.
5. Jab Aapka Windows 7 ki files aapke laptop or Computer par load ho jati hai to. Aap ke samne ek window open hoga. Jisme aapko Language aur Time Formate Aur keyboad ka prakar select karne ke liye kahega. Ab aapko select karke Next button par click karna hai.




6. Ab ek window phir se oopen hogi jisme aapko Install Now par Click karna hai.
7. Phir Term and conditions par select karna hai. Ise parhakar Tick karke accept kar le.
8. Ab Aapko do option milenge. Upgrade aur Custome advance Aapko dusre wale click karke next step par jana hai.
9. C drive ko select kariye. Partition nahi bana ho to jaroor bana le.
10. Windows 7 installation ki process chalu ho jayegi. Install hone tak intzar kare aur next me.
11. Apna name Enter kare.
12. Apna Windows 7 Product key Enter kare. Aap product key ke internet par search kar sakte hai.
13. Ab Jitne bhi windows aate hai usko skip / Cancel kar dijiye. 
14. Ab aapka Laptop ya computer me windows 7 install ho gaya hai.

Read  More::

?  ??????? basic ?? ???? ???????
?  Up Scholarship Online Form kaise Bhare Puri Jankari
?  Resume Or CV kaise banaye Job ya Naukari ke liye basic jankari


Yadi Aapko post achi lage to social media par jaroor share kare

No comments:

Post a Comment